Lyrics
[Verse 1]
Kitna sundar kitna pyara avsar aaya
Pratham pujya shiv gauri nandan ganpati aaya

[Chorus]
Vighna vinashak mangal kaarak
Dukh dard bhay shok nivarak
Vighna vinashak mangal kaarak
Dukh dard bhay shok nivarak
Saari dhara mein khushiya laya
Pratham pujya shiv gauri nandan ganpati aaya
Pratham pujya shiv gauri nandan ganpati aaya
[Verse 2]
Bhog mein inko modak pyara
Mushak inka vahan nyara
Bhog mein inko modak pyara
Mushak inka vahan nyara
Buddhi vivek ka bhandar laya
Pratham pujya shiv gauri nandan ganpati aaya
Pratham pujya shiv gauri nandan ganpati aaya
[Verse 3]
Dharti se ambar tak iski
Saare jagat mein charcha jiski
Dharti se ambar tak iski
Saare jagat mein charcha jiski
Sur nar muni sabne yeh gaya
Pratham pujya shiv gauri nandan ganpati aaya
Pratham pujya shiv gauri nandan ganpati aaya
Fast Facts
Total Views
0
Last Updated
Sep 18, 2026