Verified Lyrics
Lyrics
[VERSE 1]
Ankhon ko teri adaatein lagi hain
Ibadaatein yehi hain laagi chhoote na kabhi
Dil mein toh ik aag si uthi hai
Kuchh khwahishein jagi hai kab se jo thi dabi
Har lamha kehti hai iss pal ko jeene do har ghnoot peene do chaahat ke
Is pyar mein...
Is Pyar mein...
[BRIDGE]
Khwabon ko jaise neend hai zaroori
Tu meri wo iltejaa
Khushbooyein teri jism se judi
Chhayi hai ab har jagah
Mita de jo bhi hai yeh dooriyan
Tu hi to mera hai majbooriyan
Mehsoos kar loon sansein teri
tere mere darmiyan
[OUTRO]
Har lamha kehti hai iss pal ko jeene do har ghnoot peene do chaahat ke
Is pyar mein...
Is Pyar mein...
Fast Facts
Total Views
0
Last Updated
Nov 20, 2026