Lyrics
Hume kya kaam
Ganae Shane baane jare hai subah shaam
Yaha rhymes ka lagra ha traffic jaam
No crimes
beat pe he Katle aam
Japte hai naam
Jabse we came to know ki sabke data ram
Tabse we keep calm
No fights
love khulle aam
Verse
Dost bole karle tu shayari ye
Zindagi to jayiri
kaise samjhau
Gum hu re shabdo mein
chup chap
Lafzo se
bom atom gire
bag me
badi badi diaries
Music h bhasha jazbatoo ki
No expiry
chaiye nhi company
No one to hire me
Bade bade kaam
Kiye mangte ni daam
Hume banana nhi ata
M reaching my higher me
Nasal e nashili hai
pite ni jaam
Hustle karivi hai
Malte ni baam
shakal aur akal ke
andar h jaan
Aur andar.. se jaana toh
Phoota hai
Loota hai
Sadiyo ke karmo ka
Nadiyo ke jharno sa
Behtawa gyan
baimaan bainam
Bebaaq azaad
baitab bebaat
Sena tainaat
Gaarahe haalaat
Gane jazbaat
Hogyi seher
Shuru khud ko dena maat
We are
Mountain manjhis
Khod rahe kwaab
Jise lani andhi
dhore sare paap
We don’t run for gandhi
Na neta mera Baap
N We don’t earn to party
Hai duniya napii
Mai Bolu sach
Todu wade jhute
much much ni
Khade khudke bute
Duniya se pyar
Khul ke loote
Hum Ghume h jahaan
kahi bandhe na khute
Tabhi
Door kahi
Khula gaya darwaza
duniya ki parwah na
Khudse na kerta hai
God he toh kerta na
God he h sach
Tabhi sabi me wo plata na
Atma amaar tabhi
koi yaha Marta na
Kalyug zehar Anaa keher
Bum lahri ki lahaar chale
koi yaha darta na
Baan chale
Shabdo ke
Chute h kaan
Na chahe samman
Na fancy samaan
Kismat palate h
bande jawaan
Himmat hai Zhalim si
Jete jahaan
Kismat bhi katil si
Bande hairaan
Sradha saburi
Toh Har wish Hai puri
adhuri kahani
He hoti mahaaan
Midzone official records
Tera yaar doniii
And we are buzy..doing nothing but…music
outro
Hume kya kaam
Fast Facts
Total Views
0
Last Updated
Nov 04, 2026