Home / Kho Jaana
single

Kho Jaana

0 Views
0
Verified Lyrics

Lyrics

Tum mili, dil ko mili hai rahat

Rahat se mujhe huyi hairaniyat

Ye achanak mera dil kyun kho raha

Bahon me aajao, meri shona

Kiya tha na wada ki tera hounga

Na jaunga kahin, yahin hoon naa

Phir bhi lage kya hi kahun tumhe

Sochta ye hoon 


Kyu betab hoon mai

Itna bekaraar hoon mai

Tabhi to betahasha tadapta hai dil

Bin tere…


Kho jaana, Kho jaana

Meri ankhon mein kho jaana

Raaton se subah tak

Tum bs meri ho jaana.. (x2)



Ek ek pal mera O yaara

Guzarta nahi hai bin tere

Itni mohobbat bhi kya karna 

Log kehte hain humse


Dil laga ke kya milta hai 

Duniya mein kisi ko ab

Mai kehta hu

Ki phir bhi tum hi rahogi meri…


Ye dil kyu bekarar hai

Kyu itna betaab hai yeh

Dil se kya kahun 

Ye pagal hai tere liye


Rozana rozana 

Tum mere ishq waale geet gaana 

Raaton se subah tak

Tum bas meri ho jaana

Kho jaana, Kho Jaana

Meri ankhon mein kho jaana

Raaton se subah tak

Tum bs meri ho jaana.. (x2)


Fast Facts

Total Views

0

Last Updated

Oct 31, 2026