Home / MERE SHYAM BABA
single

MERE SHYAM BABA

0 Views
0
Verified Lyrics

Lyrics

Shish mein apna jhukaunga....

Tere dar pe chala aaunga...

Shish mein apna jhukaunga....

Tere dar pe chala aaunga

Jo tune pukara hai mujhko mere shyam baba 

Tere jagrate mein gaunga

Tere bina naa ab rah paunga

Jo tune sanvara hai mujhko mere shyam baba 


O mere shyam baba

O mere shyam baba

O mere shyam baba


Jab jab  pukara hai maine tujhko

Tune mere kashto ko yu har liya hai

Jab jab  pukara hai maine tujhko

Tune mere kashto ko yu har liya hai

Mere sune se daman ko tune sada

Sare jahaan ki khushiyon se bhar diya hai...

O Mere krishn ka tuhi roop hai 

Saare jahaan mein tere dhoop hai

Bus tere hi naam ka karta hu mein jaykara...


O mere shyam baba

O mere shyam baba

O mere shyam baba

O mere shyam baba

O mere shyam baba

O mere shyam baba

O mere shyam baba

O mere shyam baba



Pairo ko mere koi naa rok  paaye 

Jab Tera bulava mujhko 

Tere paas bulaye 

Pairo ko mere koi naa rok  paaye 

Jab Tera bulava mujhko 

Tere paas bulaye 


Tere chokhat pe sona jagna 

Tere charno main mujhko  basna 

Tu de de mujhko apna chota sa ek kona


O mere shyam baba 

O mere shyam baba

O mere shyam baba

O mere shyam baba

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere 

Shyam Shyam Shyam mere

Mere shyam.....

Fast Facts

Total Views

0

Last Updated

Nov 04, 2026